Tuesday, February 16, 2016

cear battery 12v 6v apni battery ki kaise hifazat kareen ?

apko battery k oper do lakeren nazar a rahi hongi hamesha battery k ander jo pani hai osko oper wali line k barabar rakhen is se apki batteri ziada arsa chale gi aur jald kharab bhi nahi hogi aur eik baat hamesha battery men taaza pani hi daleen na kih teezab waghera aur battery ka oper wala hisa saff aur khoshk rakheen-

No comments: