Tuesday, February 16, 2016

how instal a ups

dosto ajj main apko ups instal karne ka tareeqa bataon ga-apke ups k sath do tareen hongi (1)lal rang ki (2)kale ya neele rang ki hamesh lal taar ko is nishan(+)wali jaga p lagaya jata hai-aur dosri taar ko (-)nishan wali jaga p ab battery par bhi aise hi do nishan honge (+)(-)
agar koi aur masla dar pish a raha ho to ap mujhe email kar sakte hain jitna mumkin ho sake ga main apki help kar don ga -email;ali236842@gmail.com

No comments: